Frequently asked questions
Delivery Time
Track Order
Contact : 03056106409
Ye Delivery Time mein Kharab Nai Hoga?
Nahi, saag bilkul bhi kharab nahi hota 😊
Ye airtight tin mein pack hota hai aur high-temperature process se seal kiya jata hai, jisse saare جراثیم (germs) khatam ho jaate hain.
Ismein kisi bhi قسم کا preservative use nahi hota — sirf heat se naturally safe banaya jata hai.
Is liye delivery ke dauran bhi saag fresh aur taste-wala rehta hai.
Saag Ka Taste Kesa Hy?
"Premium Taste, High Quality – Bilkul Ghar Jaisa!"
Hamara saag full of flavor, yummy aur tasty hai – made with fresh greens Dalda & pure desi ghee.
No compromise on quality, no artificial flavors – sirf asli Punjabi taste jo dil jeet le!
Ek dafa try karenge, to dubara zaroor mangwayenge 💚
Delivery Charges ?
All Over Pakitan 199/- Pkr